Hello Dosto Aaj Hum Aapko Batayenge Messenger Se Mp3 Songs Audio Send Kaise Kare.
Facebook World Ka Sabse Jyada Use Hone Wala Social Network Hai. Facebook App Par Massage Bhejne Ke Liye Facebook Ne Messenger App Ki Required Ki Hai. Dosto Messenger App Bahut Achha Hai Isme Hum Apne Facebook Friends Se Free Call, Video Call Aur Massage Kar Sakte Hai Messenger Mein Hum Photos , Videos, Voice Record Karke Bhej Sakte Hai Messenger Mein Aur Bhi Bahut Saare Futured Diye Gaye Hai Jaise Messenger Se Hum Apne Dosto Se Live Bahut Se Game Khel Sakte Hai Jaise Ludo, Chess Etc... Lekin Mp3 Files Bhejne Ka Option Nahi Diya Gaya Hai. To Kaise Apne Facebook Friends Ko Mp3 Songs Bheje Janiye Hindi Mein

Messenger Mein Mp3 Songs Kaise Send Kare
Jab Hum Messenger Se Kuch Media Send Karna Chahte Hai To Hamein
- 1. Record Voice - Isme Hum Apni Aawaj Mein Khuch Massage Bhej Sakte Hai (Note; Yahan Se Files Select Karke Nahi Send Kar Sakte Only Voice Record Karke)
- 2. Location - Location Mein Hum Kahan Hai Yah Apne Dosto Ko Bata Sakte Hai Apna Location Share Karke
- 3. Camera - Isse Hum Kisi Moment Ko Capture Karke Send Kar Sakte Hai
- 4. Media - Isme Hamare Storage Mein Available Photos Aur Videos Send Kar Sakte Hai
Dosto Aaj Hum Janege How To Send Audio Files To Facebook Messenger Mere Bataye Gaye Kuch Step Ko Follow Karke Aap Mp3 Files Bhejna Seekh Jayenge
How To Send Mp3 Song Via Messenger
Step 1
Sabse Pahle Apne File Manager Mein Jaye Aap Kounsa Song Ya Koi Mp3 Files Send Karna Chahte Hai to Us Folder Mein Jaker Us Mp3 File Ko Select Kare
Step 2
Aapko Jo Mp3 Files Bhejna Hai
- 1. Kisi Bhi Ek Song Ko Select Jo Aapko Bhejna Hai
- 2. Select Karne Ke Baad File Share Par Click Kare
Tips: 20MB Size Tak Send Kar Sakte Hai Isse Jyada Select Karne Par Send Nahi Hoga
Step 3
Share Mein Aapke Samne Bahut Se Option Honge Usme Messenger Choose Kare
Step 4
Aapke All Facebook Friends Ki List Aa Jayegi Aap
- 1. Isme Aapko Kuch Likhna Hai to Likh Sakte Hai Mp3 File Name Etc..
- Ek Sath Bahut Friends Ko Send Kar Sakte Hai Bas Jisko Bhejna Hai Uske Samne Send Bottom Hai Uspar Click Karde
Last Word Ab Aapne Jitno Ko Bhi Send Kiya Tha Sabhi Ke Paas Chala Gaya.
Note: Agar Aapko Koi Problem Aa Rahi Hai To Hamse Comment Karke Puchh Sakte Hai.

0 comment:
Post a Comment